вторник, 17 декабря 2013 г.

Karachi se Naran aik taweel safar hai. Apni masrufiyat se khuch waqat nikal kar Rawalpindi tak ke sa


Karachi se Naran aik taweel red rock canyon grand canyon tours safar hai. Apni masrufiyat se khuch waqat nikal kar Rawalpindi tak ke safar ke liye khuch log airport ka rukh kartay hain tou khuch railway station ka, jahan gehma gehmi dekh kar shooq-e-safar main chingariyan uthnay red rock canyon grand canyon tours lagti hain. Log baar baar platform se us taraf dekhtay hain jahan se train ki amad hoti hai magar har baar un ki mayoosi main izafa hone lagta hai aur woh wapas apni family ke paas aa baithtay hain jo platform par train ka intezar kar rahe hote hain magar dair se hi sahi par un ka intizar khatam ho jata hai aur woh apne safar ki janab rawana red rock canyon grand canyon tours ho jatay hain.
Mansehra To Naran: Mansehra red rock canyon grand canyon tours se Naran ke liye Hiac coster nikalti red rock canyon grand canyon tours hai jo barah-e-rast manzil par pohanchati hai jis ki ticket ki price kam se kam 250 se 300 rupees tak hai. Khuch log private cars ki booking bhi karwa laitay hain is ke ye fayeda hai ke aap jahan jana chahain ja saktay hain jahan rukhna chahain ruk saktay hain aur travel places ki photography kar saktay hain, kisi beautiful place ke ird gird bane hotel main khana kha saktay hain ya phir jald se jald Naran pohanch saktay hain.
History Of Naran in Urdu Crystal Clear Water of River Kunhar: red rock canyon grand canyon tours Pehli baar pohanchnay walon ke dil is pur fareeb qasbay jo Saedar Naran Singh se mansoob hai khushi se dhadakne lagtay hain. Unhain yaqeen nahin ata ke mehz aik do rooz ke travel ke baad unhain woh sub khuch mil jata hai jis ka tasawar nhi nahin kiya ja sakta. Mahol ke sath sath khayalat bhi madalne lagtay hain, woh sochte hain ye mulk itna bura bhi nahin jise chorne red rock canyon grand canyon tours ko dil chahe. Yahan doodh ki tarah ubalta darya-e-kunhar ka pani dekh kar aankhon main chamak red rock canyon grand canyon tours bharhe lagti hai aur glaciers ki safaidi main masoom bachon ki hansi mil jati hai, zindagi mehz kamane aur khanay ka naam nahin ye tou kisi jheel kinare halki halki ghanoodgi main kisi namalom sapne main kho jane ka naam hai.
Naran aik tang wadi ki surat hai. Ye kafi had tak Swat ke Kalam se mushahbat rakhti hai. Neem daire ki surat sar sabz pahar is itraaf pehra detay hain jin ke daman main darya-e-kunhar ka cold water moseeqi bakhaita hai, isi darya ke kinare mughal malkah Noor Jahan ne parao kiya tha aur is ka pani ankhon main partay hi is ke nabeena ankhon ke andhere roshni main badal gaye thay aur us ne isay "Nain Sukh" ka naam diya tha isi Nain Sukh ke kinare ab hotel wale din bhar ka kachra bay dardi se is darya main baha detay hain jis se aloodgi bharh jane ka andesha hai.
Naran ke bazar main muqami afraad ke sath sath sayahon ki chehal pehal nazar ati hai, shaam ke waqt khunki main izafa ho jata hai, lihaza garam kapre zaroor sath rakhain. Aksar log apne aap ko bahadar sabat karne ke liye aik halki phulki t-shirt main akar kar ghoomte phirte hain aur phir raat hote hi bistar main ja parte hain aur bimar ho kar sare safar ka maza kirkara kar laite hain.
8000 foot buland red rock canyon grand canyon tours ye valley apna aik shahana mazaj rakhti hai, is liye is se ashnai ke liye sambhal sambhal ke qadam rakhna parta hai. Yahan subah ka intezar rehta hai jub ufaq se suraj ki kirnain nikalne lagti hain. Qareebi jungle main cheer aur deodar ke darakht taqada bhari fiza main khamosh khare rehtay hain aur phir yaka yak parindon red rock canyon grand canyon tours ka shoor subah ki amad ka pata deta hai, Lehrati bal khati hawain sari wadi ko apni lapait red rock canyon grand canyon tours main lay laiti hain aur tourists apne rooms se bahir nikal kar ye beautiful view dekhnay nikal atay hain.
Naran pohanch lar logon ki agli khawahish jheel saif ul malook ka dedaar hai jo yahan se mehz 9km ke fasle par hai. Yahan ane wale school, collage ke students aur un ke teachers saif-ul-malook jheel tak paidal safar ko tarjeh detay hain, is ka apna aik maza ha. Tang pagdandiyon par hum auper hi uper barhtay chale jate hain, kahin saans layne ke liye kai zard pathar ya glacier ki thandak ke aas paas baith kar apne sath laya lunch kiya ja sakta hai, jeep main travel karne wale bohat jald pohanch jate hain magar ye aik rongte khare kar denay kawa safar hai jis main gehri khaiyan aur andhe mod aankhain band karne par majboor karte hain.
Things To Do In Kaghan Naran: Jeep ahishtgi se auper uthne lagti hai, barish apne sath aik nayi musibat lati hai aur barf main jeep ke pahiye phisalte howe khai ki taraf bharhne lagte hain aur is main safar karne wale utar kar paidal hi nikal parte hain. Jheel ke is safar main mulk bhar se aye howe log aik dusre se mutarif hote hain. Yahan pohanch kar bhi woh mulki halaat ka rona lay kar baith jate hain, politics middle class tabqe ka dil pasand topic hota hai jis main jee bhar ke bharas nikali jati hai magar aik sacha tourist in baton ko dafna kar lake ki taraf apna rukh kar laita hai jis ke us paar dhund aur badal utarne lagte hain,
Yahan trout machli ka shikar karna aik mashoor sargarmi hai, saaf suthray darya ke pani main rang barangi machliyan pakarna bohat sare tourists ke liye waqt guzarne ka aik behtareen zariya red rock canyon grand canyon tours hai, yahan par machli red rock canyon grand canyon tours ka shikar karne ke liye aap ko permit red rock canyon grand canyon tours hasil karna hota hai naran fisheries department se. Machli pakarne ke liye aap ko naran main bohat sari shops se zaroori saman mil jaye ga.
Jheel saif ul malook ke us paar shaam ke waqt koi nahin jata. Dastan ke mutabiq yahan raat ki khamoshi main jheel kinare khare mountains "Malika Parbat" se pariyan utarti hain aur koi insan dekh lay tou pathar ka ho jata hai. Yahan ke rehne walay is baat ko mantay hain ke jub chandni raat hoti hai tab is jheel main pariyan nahati hain aur aur isi raton main koi is jheel ke kareeb bhi nahin ata takay unhain pariyon red rock canyon grand canyon tours se koi nuqsan na pohanche. Tourist red rock canyon grand canyon tours sochta hai ke kisi din jheel ke us paar jana chahiye jahan asaib ke saye hain, sehar ya jadoo ka ehsaas hai, shayad is dunya se behtar woh dunya ho.
Naran se Lalazar ya Babusar tak jeep ki booking lazmi hai, wesay tou ye sarak itni achi ban chuki hai ke is par bari cars bhi chal sakain magar sair karne wale zayada tar people khuli jeep ko tarjeh detay hain takay beautiful red rock canyon grand canyon tours places achi tarah dekh sakain aur wesay bhi ye rasta pure Hazara Division main aik haseen tareen khita hai, jahan tak nazar jaye wahan baraf posh paharon red rock canyon grand canyon tours talay sabze ki chadar bichi ho gi jis par dhoondh (fog) ka parda ahista ahishta sirakne lage ga aur koi charwaha apni bhairan (goats, cows, animals) sambhalta geet gata chala jaye ga, Tourist ko lagta hai jesay woh koi film dekh raha ho magar ye manazir haqeeqat red rock canyon grand canyon tours main aur Pindi se sirf chand ghanton (few hours) ke distance par hain.
Lalazar ke liye markazi road se hatna parta hai. Right side par aik uncha rasta jungle ki taraf jata dikhai deta hai. Is moqa par jeep ki charhai dekh kar pehli baar anay wale dar jatay hain aur woh wapsi ke bare main sochne lagte hain magar ye bad decision ho ga ke wapas ja kar hotel ke room main baith kar tv dekhne se kya hasil. Is se behtar red rock canyon grand canyon tours is khatarnak raste ko kata jaye kyoun keh uper Lalazar ki woh jannat hai jisay dekhna tou asaan hai magar kabhi yaqeen nahin ata.
Lalazar ki taraf safar kartay howe driver bhi kafi sanjida ho jate hain aur woh movie songs band kar ke kisi Hamd ya Naat ka cassette laga dete hain, ye dekh kar sayahon red rock canyon grand canyon tours ko bhi chup si lag jati hai. Ye road barish ki wajah se hamaysha toot phoot ka shikar rehti hai aur baaz auqat aisay mod bhi ajatay hain keh sainkron foot gehri khai ke kinare tire chalte hain, itni bulandi se jhankne ki himmat nahin parti magar khuch dair baad hi khauf ka ye parda uth jata hai aur Malika Parbat ka safaid badan zameen par jhuk jata hai. Ye kaghan ki highest red rock canyon grand canyon tours peak hai jis ka nazara Lalazar se behtar kiya ja sakta hai.
Badlon ke ghonghat uthte hi is ke haseen khatoot sayahon ko bin piye khumar main lay atay hain, door tak phailay junglat se anay wali yakh basta hawaiian (cold winds) nayi zindagi denay lagti hain. Ye area sea level se taqreeban 12000 foot ki bulandi par hai, is liye zayada chalne se saans phoolne lagti hai. Muqami bache ghoron aur khachron (horses and mules) ke sath namudar hote hain aur 100 rupees ke ooz us glacier tak lay jate hain jo door se kisi haseen abshar ki surat dikhai deta hai magar in ghooron aur khacharon par safar karna asaan nahin. Ye jungle se guzarti pagdandiyon par munh uthaye chalte chale jatay hain, Kahin koi gehri khai ya khud ke kinare bhi ye bachay nahin rukte natijatan tourists ki cheekhain nikal jati hain magar muqami afrad ke liye ye aik behtareen enjoyment red rock canyon grand canyon tours hai woh inhain khauf zada kar ke paisay batorne ki koshish bhi karte hain.
Lalazar se wapas main sarakpar agey Gilgit ki taraf barha jaye tou "Bata Kundi (Batakundi)" "Geti Das" "Jul Khud" aur "Barwai" atay hain. Darmiyan main "Soch" ki abadi dekhtay hi rukne ka dil karta hai. Yahan paharon ki ajeeb o ghareeb banawat dekh kar khush gawar hairat hoti hai. Dast-e-Qudrat ke ye shahkar har taraf phaile howe hain.
Yahan darya-e-kunhar ka paat chora ho jata hai. Paharon main abaad chote chote villages ke log sakoon ki zindagi basar karte hain. Kache gharon main makai ki roti khane wale kabhi harf-e-shikayat zuban par nahin late.
Yahan aik chota sa aur pyara sa gaon shogran bhi hai aur ye isi kagah ki wadi main hai yani pakistan ke nothern areas main is muqaam ki unhai samandar se 7750 feetaur 2300 metres hai. Kiwai ke gaon se ye place dus kilo metre hai aur Balakot se 35 km ke distance par hai.
Mulk ke is door daraz parahi alaqay main internet ki facility mojod hai aur mobile phone ki sahulat bhi yahan par telenor aur mobilink ki companies red rock canyon grand canyon tours ki janib se provide ki ja rahi hai jis ke baad ab is elaqay main taraqi ka ek naya door shuru howa hai.
Makra peak yahan aik khubsurat choti hai jo Hazara ke area main waqaya hai, jis ka har nazara insan ho ek alag dunya main lay jata hai aur tab mehsos hota hai ke ye mulk Allah ne humain kitna pyara ata kiya hai. Makara peak par barak bari ki wajah se pohanchna dusrsi chotiyon ki banisbat zayada mushkil hai kyoun keh ye taqreeban 11700 feet se zayada height par hai. Agar islamabad red rock canyon grand canyon tours se Makara peak ki tarafsafar kiya jaye to Islamabad to Makara distance 199 km ka hai. Kiwai se aik wahid sarak shogran ki taraf bhi nikalti hai jahan saste main bohat sare hotels bhi atay hain jahan par stay kiya ja sakta hai aur phir yehi rasta seedha

Комментариев нет:

Отправить комментарий